
बनवारी रे जीने का सहारा तेरा नाम रे | Banwari Re Jeene Ka Sahara Lyrics
बनवारी रे
बनवारी रे, जीने का सहारा तेरा नाम रे,
मुझे दुनिया वालों से क्या काम रे॥
झूठी दुनिया, झूठे बंधन, झूठी है ये माया।
झूठा साँस का आना-जाना, झूठी है ये काया॥
यहाँ साँचा तेरा नाम रे…
रंग में तेरे रंग गई गिरिधर, छोड़ दिया जग सारा।
बन गई तेरे प्रेम की जोगी, ले के मन एकतारा।
मुझे प्यारा तेरा धाम रे,
बनवारी रे…
दर्शन तेरा जिस दिन पाऊँ, हर चिंता मिट जाए।
जीवन मेरा इन चरणों में, आस की ज्योत जगाए।
मेरी बाँहें पकड़ लो श्याम रे,
बनवारी रे…
Banwari Re Jeene Ka Sahara Lyrics
Banwari Re, Jeene Ka Sahara Tera Naam Re,
Mujhe Duniya Walon Se Kya Kaam Re॥
Jhoothi Duniya, Jhoothe Bandhan, Jhoothi Hai Ye Maya.
Jhootha Saans Ka Aana-Jaana, Jhoothi Hai Ye Kaya॥
Yahan Saancha Tera Naam Re…
Rang Mein Tere Rang Gayi Girdhar, Chhod Diya Jag Saara.
Ban Gayi Tere Prem Ki Jogi, Le Ke Man Ektara.
Mujhe Pyara Tera Dham Re,
Banwari Re…
Darshan Tera Jis Din Paun, Har Chinta Mit Jaaye.
Jeevan Mera In Charanon Mein, Aas Ki Jyot Jagaye.
Meri Baahen Pakad Lo Shyam Re,
Banwari Re…
बनवारी रे जीने का सहारा तेरा नाम रे | Banwari Re Jeene Ka Sahara Lyrics — Lyrics in Roman / Hinglish
banvari re, jine ka sahara tera nam re,
mujhe duniya valon se kya kam re
jhuthi duniya, jhuthe bandhan, jhuthi hai ye maya.
jhutha sans ka aana-jana, jhuthi hai ye kaya
yahan sancha tera nam re...
rang men tere rang gai giridhar, chhod diya jag sara.
ban gai tere prem ki jogi, le ke man ektara.
mujhe pyara tera dham re,
banvari re...
darshan tera jis din paun, har chinta mit jae.
jivan mera in charnon men, aas ki jyot jagae.
meri banhen pakad lo shyam re,
banvari re...
Banwari Re Jeene Ka Sahara Lyrics
Banwari Re, Jeene Ka Sahara Tera Naam Re,
Mujhe Duniya Walon Se Kya Kaam Re
Jhoothi Duniya, Jhoothe Bandhan, Jhoothi Hai Ye Maya.
Jhootha Saans Ka Aana-Jaana, Jhoothi Hai Ye Kaya
Yahan Saancha Tera Naam Re...
Rang Mein Tere Rang Gayi Girdhar, Chhod Diya Jag Saara.
Ban Gayi Tere Prem Ki Jogi, Le Ke Man Ektara.
Mujhe Pyara Tera Dham Re,
Banwari Re...
Darshan Tera Jis Din Paun, Har Chinta Mit Jaaye.
Jeevan Mera In Charanon Mein, Aas Ki Jyot Jagaye.
Meri Baahen Pakad Lo Shyam Re,
Banwari Re...